Allah Ta'ala farmate hain: "فَاذْكُرُونِي أَذْكُرْكُمْ– Tum mujhe yaad karo, Main tumhe yaad karunga. ❤️
Aur farmaya: إِنَّ ٱللَّهَ مَعَ ٱلصَّابِرِينَ" – Beshak Allah Sabr karne walon ke saath hai.
Ye ayat hume yaad dilati hain ke mushkil waqt mein sabr aur namaz hi hamari kamyabi ka zariya hai.
Agar aap bhi apni zindagi mein sukoon chahte hain to Allah ko yaad karna shuru karein.
May Allah guide us all. Ameen 🤲