Login Register
G
MUFTI KARMULLAH QASMI banner
MUFTI KARMULLAH QASMI

MUFTI KARMULLAH QASMI

@UC2wJN3g_Zz4BHGeQHa8WFwg - 4.6K subscribers

Assalamu Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh. Ye official Islamic channel Mufti Karmullah Qasmi ka hai jahan Quran o Hadees ki roshni mein sahih deeni maloomat pesh ki jati hai. Yahan aap ko milenge: • Daily Hadees Shorts • Ramzan Special Series • Roza, Namaz aur Dua ke masail • Islahi aur tarbiyati bayan • Deeni sawalat ke mukhtasar aur asaan jawab Maqsad sirf ye hai ke sahih ilm aam ho aur log apni zindagi ko deen-e-Islam ke mutabiq behtar bana saken. Allah Ta’ala hum sab ko amal ki taufeeq ata farmaye. Ameen. Naye videos ke liye channel ko Subscribe karein aur bell icon zarur dabayein. Agar aap ke paas koi deeni sawal ho to comments mein likh sakte hain.