Login Register
G
Dr. Muhammad Suleman Misbahi banner
Dr. Muhammad Suleman Misbahi

Dr. Muhammad Suleman Misbahi

@UCEKncj0dTFDi_DSkwnb306A - 15.7K subscribers

Dr. Hafiz Muhammad Suleman Misbahi – ek aise shakhsiyat jahan ilm, akhlaq aur deen ka husn ek saath jama hai. Doctor bhi hain, Hafiz-e-Qur'an bhi, aur saath hi saath ek samajhdar aur mohtaram Molana bhi. Unki baat mein hikmat, unki muskurahat mein noor, aur unka har amal sunnat ka paigham deta hai. Ilm o deen ka aisa sangam kam logon mein dekhnay ko milta hai – Waqai, woh sirf shakhs nahi, ek misaal hain!