Assalamu Alaikum!
Humare channel Islamic Sawal Jawab mein aap ko Islam se mutaliq har important sawal ka asaan aur wazeh jawab diya jata hai. 😇
Yahan aap ko milenge: 📌 Islamic questions & answers
📌 Halal aur haram ke masail
📌 Namaz, roza aur deeni masail ki wazahat
📌 Rozana zindagi se related Islamic rehnumai
Humara maqsad sirf yeh hai ke har musalman tak sahi Islamic maloomat asaan zubaan mein pohanchai jaye.
👉 Agar aap ko hamara content pasand aaye to channel ko subscribe karein aur bell icon 🔔 zaroor dabayein taake har nayi video sab se pehle aap tak pohanch sake.
👉 "Aap ka koi bhi sawal ho to comment mein zaroor batayein"
JazakAllah Khair 💚