"Khamma Ghani Sa! 🙏 Digital DN par aapka swagat hai. 🏰
Rajasthan ki dharti veero aur santon ki dharti rahi hai. Is channel par hum aapke liye lekar aate hain:
✨ Rajasthani Lok Kathayein (Vaarta): Vo purani kahaniyan jo hamari dadi-nani sunaya karti thi.
🚩 Veer Gathayein: Rajasthan ke mahan yoddhao aur unke balidan ki prerak katha.
🙏 Adhyatmik Gyan: Santon ki vani aur Marwari bhasha mein gyanvardhak baatein.
Hamara maqsad hai hamari pyari Rajasthani Sanskriti aur Marwari Bhasha ko digital duniya mein zinda rakhna aur nayi peedhi tak pahunchana. 🐪✨
Agar aapko bhi apni mitti se pyar hai, toh hamare is safar ka hissa banein!
🔔 Abhi SUBSCRIBE karein aur bell icon dabayein taaki koi bhi kahani miss na ho! 🚩
Follow us on Instagram: @dnj5154