Assalam-o-Alaikum! Hafiz Raza Ullah 0 channel par aap ka khush-aamdeed. Hamara yeh channel Quran-o-Sunnat ki roshni mein deen-e-Islam ki saheeh taleemat aap tak pohanchane ke liye banaya gaya hai.
Yahan aap ko mukhtalif unwanat par Ilmi o Fikri Bayans, Deeni Masail ke hal, Quran-o-Hadees ki wazahat aur deen-e-Islam ki roshni mein zindagi guzarne ke tariqe sikhaye jayenge. Hamara maksad siraf aur siraf Allah ki raza aur Deen ki dawat ko aam karna hai.
Agar aap apne Imaan ko taaza karna aur Deeni maloomat mein izafa karna chahte hain, to hamare channel ko subscribe karen aur bell icon dabana na bhoolen, taakeh har nayi video aap tak barwakt pohanch sakay.
JazakAllah Khair!