Ye channel meri ek rough copy jaisa hai.
Yahan main har tarah ki videos daalta hoon —
kabhi vlog, kabhi travel,
kabhi knowledge wali baat,
aur kabhi cricket match ki video.
Is channel par aapko meri videos me dheere-dheere sudhaar dikhega.
Main try karta rahunga, seekhta rahunga,
lekin rukunga nahi.
Ye sirf shuruaat hai,
dekhna hai main apni is rough copy ko
kaha tak le ja pata hoon.
Main Uttarakhand, Nainital ke ek chhote se gaaw Bajoon me rehta hoon
aur yahin se apni journey record kar raha hoon.
Stay tuned 🙏
safar abhi baaki hai…