Login Register
G
Faizan e Farid banner
Faizan e Farid

Faizan e Farid

@UCdo_Dbq-bifNVxtyL7rT87g - 129 subscribers

Faizan e farid ' channel mein aap ko allah aur us k nabi hazrat muhammad mustafa saw ki raza o etaat k barey mein bataya jaye ga keh kis tarha allah aur us k rasool ka qurb hasil kia jaye'apni dunya aur aakhrat ko sanwara jaye' apne y bachon ko is pur aashob zamaney mein neik o aala kirdar bana saken 'aur faizane farid channel mein aulia karam ki zindagion par tafseli zikkar hai kis tarha unhon ne apni zindagion ko islam k assolon par ammal kar k ummat k liye naik rastey banay.aur is channel mein naat e rasool e maqbool bhi hain.is channel ka maqsad allah aur us k rasool ki raza hai aur neki phelana aur burai sy bachana hai.app ko ye channel pasand aaye to plz subscribe karen .like aur share karen aur bell i cone press karen jazakallah . .