Namaste ji! Main hoon Richa Mishra, aur yaha roz-roz apni life ka masaledaar daily vlog lekar aati hoon.
Kabhi cooking ka drama, kabhi shopping ka hungama, aur kabhi bina wajah ki bakbak — sab kuch milega yaha!
Agar aapko real life + thodi si comedy pasand hai…
toh bhai late kyun ho rahe ho?
Subscribe karo aur mazedar videos dekhte raho! 😄✨
Thank you